Chorh diyaa wo rasta,
jis rasty se tum thy guzery
chor diyaa wo rasta,
jis rasty se tum thy guzery
toorh diya wo aienaaa,
jis aieny main tera aaqsss dikhy
main sheher main tery,, tha ghairon sa
mjhy apna koi na mila....
tery lamho se,,
mery zakhmo se ,,
ab tu main dor o chala...
rokh na kiya un galiyun ka ,
jin galiyun main teri bathy ho
chor diyaa wo rasta,
jis rasty se tum thy gyzray
,,,,,........music..............,,,,,,
main tha mauasafir rah ka teri ,
tujh tak mera thaaaa dairaaaa
main tha musafir rah ka teri,,
tujh tak mera thaaa daieraaaa
main bhi kabhi tha mehbar tera
khana badosh main ab thehra
khana badosh main ab thehra
chohta nhi un pholo ko ,
jin pholo main teri khushboo ho
roth gya un khabo se ,
jin khwabo main tera khab bhi ho
...............................
kuch bhi na paya m ne safar main,
ho k safar ka main reh gya
kuch bhi na payaa main ne safar main,
ho k safar ka main reh gya
kaghas ka posheda ghar tha,
beghty barish m beh gya
beghty barish main beh gya
dakho nhi us chandni ko ,
jis main k teri parshai ho
dor hun main in hawaao se,
ye hawaye tujhy cho kar bhi aie na ho..
...............................................
song Chodh diya
singer ; arijit singhlyrics shahrukh mehmood
movie baazaar
music by kanika kapoor
No comments:
Post a Comment